Yaadein… Jaaye Kahaan Yeh Raasta Lyrics | Fox | KK | Monty Sharma

(Lamahon ka yuun aana, yaadon mein reh jaana
Kuchh kehana phir bhi na keh paana) – (2)
Jina mushkil hai yuun jina – (2)
Jaaye kahaan yeh raasta – (2)

Kal tak tha main toh anjaana, khudako hi maine na pehchaana – (2)
Meri jindagi meri jindagi hai do jakhm maine yeh jaana – (2)
Jina mushkil hai yuun jina – (2)
Jaaye kahaan yeh raasta – (2)

Ik pla mein aisa ho jaaye jindagi meri badal jaaaye – (2)
Meri ummid meri ummid kaash puri ho jaaye – (2)
Jina mushkil hai yuun jina – (2)
Jaaye kahaan yeh raasta – (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *