Yaad Piya Ki Aaye Lyrics | Ram Aur Shyam | Poornima, Udit Narayan | Anu Malik

Bindiya jab timtimaye
Kangna jab khankhanaye
Payal jab shor machaye
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Are nind na mujhko aye
Hay chain na mujhko aaye
Jaan meri ab jaaye
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Kisi se pyar karke
Ye dhokha kha rahi hu
Laga ke rog dil ka
Bahut pachhta rahi hu
Yaad piya ki aaye
Ye dukh to saha na jaye
Yaad piya ki aaye
Ye dukh to saha na jaye
Yaad piya ki aaye
Ye dukh to saha na jaye

Mera dil to tadpe aise
Koi ghayal panchhi jaise
Main diwani ho gayi hu
Ye batau sabko kaise
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Milan ki pyas lekar
Naya ehsaas lekar
Na ji paungi ab main
Ye tuti aas lekar
Mere julmi piya se
Koi kah de ye ja ke
Ki le jaye wo ab to
Mujhe dulhan bana ke
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Yaad piya ki
Are yaad piya ki aaye
Ye dukh to saha na jaye
Yaad piya ki aaye
Ye dukh to saha na jaye
Yaad piya ki aaye
Ye dukh to saha na jaye

Teri khatir jane jana
Rishte sab tod aaya
Jo na aaye tere dar tak
Main wo raahe chhod aaya
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Jo gujri dil pe mere
Wo main hi janti hu
Karega fir tu dhokha
Tujhe pahchanti hu
Teri har baat jhuthi
Tu jhutha hain diwana
Tujhe main bhul baithi
Mujhe tu bhul jana
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
He yaad teri jo aaye
Ye dukh to saha na jaye
Yaad teri jo aaye
Ye dukh to saha na jaye
Yaad teri jo aaye
Ye dukh to saha na jaye
Yaad piya ki aaye
Ye dukh to saha na jaye
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Piya piya ho aaja piya piya
Jiya jiya na laage mera jiya
Piya piya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *