Ya Ki Tum Par Meri Jaan Shabab Aa Gaya Lyrics | Nasihat | Mahendra Kapoor | O P Nayyar

Ya Ki Tum Par Meri Jaan Shabab Aa Gaya Lyrics | Nasihat | Mahendra Kapoor | O P Nayyar

Ya ya ya o ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye
Ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye
Ya ke tumko apni ki khushi maan lu
Ya ke aah barne ke din aa gaye ya ke tum par

Ye najre ye najre jo mujhko diwane kare
Hai baharo me aise najre kaha
Dur ho dil ka andhera kabhi
Asaman me aise sitare kaha
Ya meri ya meri aarzuo ki kaliya khili
Ya tumhare sanwarne ke din aa gaye
Ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye

Tumko dekha tumko dekha
Kadam dagmagane lage
Aisi masti fijao me milti nahi
In mahakte huye gesuo ki kasam
Aisi khushbu hawao me milti nahi
Ya ke duba hua ya ke duba hua hu mai
Jajbaat me ya tumhare ubharne ke din aa gaye
Ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye
Ya ke tumko apni ki khushi maan lu
Ya ke aah barne ke din aa gaye ya ke tum par

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *