Woh Tadap Jaaye Ishara Koi Aisa Song Lyrics from the movie/album Rukh Se Parda Hata Dijiye released in the year 2016 starring Junaid Akhtar. The song Woh Tadap Jaaye Ishara Koi Aisa was sung by Junaid Akhtar. The music was given by Junaid Akhtar. The lyrics were Penned by Junaid Akhtar. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Woh Tadap Jaaye Ishara Koi Aisa Lyrics

Woh Tadap Jaaye
Ishara Koi Aisa Dena
Woh Tadap Jaaye
Ishara Koi Aisa Dena
Usko Khat Likhna To
Mera Bhi Hawala Dena
Woh Tadap Jaaye
Ishara Koi Aisa Dena

Apni Tasveer Banaoge
To Hoga Ehsaas
Apni Tasveer Banaoge
To Hoga Ehsaas
Kitana Dushwar Hain
Khudko Koi Chehra Dena
Kitana Dushwar Hain
Khudko Koi Chehra Dena
Usko Khat Likhna To
Mera Bhi Hawala Dena
Woh Tadap Jaaye
Ishara Koi Aisa Dena

Is Qayamat Ki Jab Us
Saqs Ko Aankhein Di Hain
Is Qayamat Ki Jab Us
Saqs Ko Aankhein Di Hain
Aye Khuda Khwaab Bhi
Dena To Sunehra Dena
Aye Khuda Khwaab Bhi
Dena To Sunehra Dena
Usko Khat Likhna To
Mera Bhi Hawala Dena
Woh Tadap Jaaye
Ishara Koi Aisa Dena

Patte Patte Pe Nayi
Rut Ke Ye Likh De Ajhar
Patte Patte Pe Nayi
Rut Ke Ye Likh De Ajhar
Dhoop Mein Jalte Huye
Jismo Ko Saya Dena
Dhoop Mein Jalte Huye
Jismo Ko Saya Dena
Usko Khat Likhna To
Mera Bhi Hawala Dena
Woh Tadap Jaaye
Ishara Koi Aisa Dena.

Share your thoughts

Junaid akhtar, Woh tadap jaaye ishara koi aisa, O pata nai jee kaun sa nasha karta, Saeed akhtar jokhanpuri naat 2018, Rukh se parda hata dijiye, O pata nai jee kaun sa nasha karta song, Akhatar parwaz, Bedardi se pyar ka sahara na mila attaullah khan, Is pyar se meri taraf na dekho lyrics, Is pyar se meri taraf na dekho karaoke with lyrics, Bedardi se pyar ka sahara na mila, Bedardi se pyar ka sahara na mila song, Bedardi se pyar ka sahara na mila mp3 song