Woh Khushi Mili Hai Song Lyrics from the movie/album Mere Huzoor released in the year 2016 starring Mala Sinha, Raaj Kumar. The song Woh Khushi Mili Hai was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Vinod Kumar. The music was given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Woh Khushi Mili Hai Lyrics

Jo Gujar Rahi Hai Mujhpar
Use Kaise Main Bataau
Jo Gujar Rahi Hai Mujhpar
Use Kaise Main Bataau
Woh Khushi Mili Hai Mujhko
Main Khushi Se Mar Na Jaau
Woh Khushi Mili Hai Mujhko
Main Khushi Se Mar Na Jaau

Mere Dil Ki Dhadkano Ka
Yeh Payaam Tumko Pahunche
Main Tumhaara Hamnashi Hu
Yeh Salaam Tumko Pahunche
Use Bandagi Main Samajhu
Jo Tumhaare Kaam Aau
Woh Khushi Mili Hai Mujhko
Main Khushi Se Mar Na Jaau
Jo Gujar Rahi Hai Mujhpar
Use Kaise Main Bataau

Meri Jindagi Mein Humdam
Kabhi Ghum Na Tum Uthaana
Kabhi Aaye Jo Andhere
Mujhe Pyaar Se Bulaana
Main Chiraag Hoon Wafa Ka
Main Andhere Jagmagaau
Woh Khushi Mili Hai Mujhko
Main Khushi Se Mar Na Jaau
Jo Gujar Rahi Hai Mujhpar
Use Kaise Main Bataau

Mere Dil Ki Mehfilon Mein
Woh Makaam Hai Tumhaara
Ke Khuda Ke Baad Lab Par
Bas Naam Hai Tumhaara
Meri Aarju Yahi Hai Main
Tumhaare Geet Gaau
Woh Khushi Mili Hai Mujhko
Main Khushi Se Mar Na Jaau
Jo Gujar Rahi Hai Mujhpar
Use Kaise Main Bataau
Woh Khushi Mili Hai Mujhko
Main Khushi Se Mar Na Jaau.

Share your thoughts

Mohammed rafi, Mohammed rafi songs, Dilip kumar, Rajendra kumar, Ho maine pyar kiya lata mangeshkar, Hum bhi karte hain pyar, Teri pyari pyari surat ko kisiki nazar na lage, Baghon main baharon hai, Bhishan khanna, Lata mangeshkar hits, Jis desh mein ganga rehta hai movie song, Shammi kapoor, Lata mangeshkar, Romantic songs hindi, Lata mangeshkar songs, Jis desh men ganga behti hai, Jab pyar kisise hota hai 1961 songs, Jab pyar kisise hota hai movie song