Woh Ek Taraf Tanha
Udhar Sara Zamana
Woh Ek Taraf Tanha
Udhar Sara Zamana
Nazuk Si Nigaho Mein Hai
Nazuk Sa Fasana
Duniya Jise Kehte Hai
Hum To Use Yeh Samjhe
Duniya Jise Kehte Hai
Hum To Use Yeh Samjhe
Ek Dard Ke Dariya Se
Hai Tair Ke Jana
Gham Apne Badal Dale
Ek Dusare Se Dono
Gham Apne Badal Dale
Ek Dusare Se Dono
Ya Apna Bana Dalo
Ya Tum Mere Ho Jana
Itna Na Bacho Humse
Hum Raah Hume Le Lo
Itna Na Bacho Humse
Hum Raah Hume Le Lo
Lamba Hai Safar Dekho
Kaam Ayega Deewana
Kaam Ayega Deewana
Kaam Ayega Deewana.
Woh Ek Taraf Tanha Song Lyrics from the movie/album Lahu Pukarega released in the year 2013 starring Saira Banu, Bindu. The song Woh Ek Taraf Tanha was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Akhtar-Ul-Iman. The music was given by Master Sonik, Om Prakash Sonik. The lyrics were Penned by Verma Malik. The music rights for song purely belongs to Polydor
Share your thoughts