Woh Aa Rahe Hain Song Lyrics from the movie/album Ladka Ladki released in the year 2015 starring Kishore Kumar, Mumtaz. The song Woh Aa Rahe Hain was sung by Usha Khanna. This movie/album was directed by Som Haksar. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Woh Aa Rahe Hain Lyrics

Woh Aa Rahe Hain Samane Se
Chand No Jawa
Karte Hai Baat Se To Jaise
Tis Maar Khan
Laila Ki Ungaliya Hai Ya
Majanu Ki Pasliya
Chalta Nahi Hai Pata Ke Hai
Ladke Hai Ya Ladkiya
Ke Hailadke Hai Ya Ladkiya
Ke Hailadke Hai Ya Ladkiya
Hey Kamal Ho Ya Kamala
Bimal Ho Ya Bimala
Batate Jana Sarkar
Nahi To Hum Samjhege
Ki Channa Jor Garam

Kamal Ho Ya Kamala
Bimal Ho Ya Bimala
Batate Jana Sarkar
Nahi To Hum Samjhege
Ki Channa Jor Garam

Ye Kaun Ke Thekedar
Banege Kya Kahna
Ye Desh Ke Pehare Dar
Banege Kya Kahna
Hari Nisani Aur Pila Chehera
Aur Na Laahu Badan Mein
Julf Gira Ke Mathe Pe
Ye Khak Ladege
Channa Jor Garam
Kamal Ho Ya Kamala
Bimal Ho Ya Bimala
Batate Jana Sarkar
Nahi To Hum Samjhege
Ki Channa Jor Garam

Ladki Dekhi Khas Liya
Bhai Khub Kiya
Ladki Dekhi Khas Liya
Bhai Khub Kiya
Aaji Kya Badiya Romance Kiya
Bhai Khub Kiya
Shuku Shuku Gaate Gaate
Ho Gayi Suku
Channa Jor Garam
Kamal Ho Ya Kamala
Bimal Ho Ya Bimala
Batate Jana Sarkar
Nahi To Hum Samjhege
Ki Channa Jor Garam

Chidi Mar Ka Pahlwan
Tum Jiyo Jiyo
Aasi Pond Ke No Jawan
Tum Jiyo Jiyo
Chidi Mar Ka Pahlwan
Tum Jiyo Jiyo
Aasi Pond Ke No Jawan
Tum Jiyo Jiyo
Tumse Kya Banduk Uthegi
Kya Chalegi Talwar
Dusman Ager Aa Jaye To
Pahna Dena Haar
Channa Jor Garam
Kamal Ho Ya Kamala
Bimal Ho Ya Bimala
Batate Jana Sarkar
Nahi To Hum Samjhege
Ki Channa Jor Garam.

Share your thoughts

Ami tor deewana | karna kumar & mira das, Kishore kumar, Madan mohan songs, Lata mangeshkar and madan mohan song, Lata and madan mohan, Lata and madan mohan song, Ami je tomar ke kache eshe nao jene nao lyrics, Madan mohan best songs, Top songs of madan mohan, Best of madan mohan songs, Rajesh khanna, Ami je ke tomar eshe gechi kachakachi lyrics, Ami je ke tomar lyrics in english, Saara pyar tumhara maine bandh liya hai, Ami je ke tomar tumi ta bujhe nao lyrics