Wo Shaam Song Lyrics from the movie/album Wo Shaam released in the year 2018. The song Wo Shaam was sung by Talat Aziz. The music was given by Talat Aziz. The lyrics were Penned by Gul Rukh Khan

Wo Shaam Lyrics

Wo Shaam Bhala Ab Kyu Yaado Se Nahi Jaati
Wo Shaam Bhala Ab Kyu Yaado Se Nahi Jaati
Kadmo Ki Tere Aahat Raaho Se Nahi Jaati
Wo Shaam Bhala Ab Kyu Yaado Se Nahi Jaati
Wo Shaam Bhala Ab Kyu

Aur Phir Meri Pukar Sehraao Ki Aawaz Ban Gayi
Lekin Ab Achanak Is Shise Ki Diwar Me Ek Darar Pad Gayi
Ab Hum Ek Dusre Ki Aawaz Sun Paa Rahe Hai
Lekin Milna Tasavvur Me Nahi Samaata
Hamari Aawaze Kya Sada Yunhi Bhatka Rahi Hai
Kya Hamare Kadam Ghaas Ke Kisi Farsh Par
Kabhi Ek Saath Uth Sakenge
Kya Hum Kabhi Kisi Sahil Ki Ret Par Baithkar
Samundar Ki Lehro Ko Khamoshi Se Sun Sakenge
Aur Kya Hum Kabhi Apne Chehro Par Ek Dusre
Ki Saanso Ki Aawaz Mehsus Kar Sakenge
Nahi Na
Phir Tum Kyu Mere Andar Utarti Ja Rahe Ho
Phir Kyu Katra Katra Pighalte Ja Rahe Ho Mujhme

Jis Din Tere Hontho Ne Honth Mere Chume
Jis Din Tere Hontho Ne Honth Mere Chume
Saanso Ki Tere Garmi
Saanso Ki Tere Garmi Saanso Se Nahi Jaati
Saanso Ki Tere Garmi Saanso Se Nahi Jaati
Kadmo Ki Tere Aahat Raaho Se Nahi Jaati
Wo Shaam Bhala Ab Kyu
Wo Shaam Bhala Ab Kyu
Wo Shaam

Share your thoughts

Talat aziz, Talat aziz (musical artist), Talat aziz ghazal song, Best of talat aziz, Ghazal al banat (film), Baat niklegi to phir door talak lyrics, Lyrics of baat niklegi to phir door talak, Baat niklegi to phir door talak with lyrics, Talat, Shaam, Lyrics, Talat aziz ghazal, Talat aziz ghazals, Hits talat aziz ghazal, Talat aziz ghazals live, Top ghazals by talat aziz, Best of talat aziz ghazals, Hum apni sham ko talat aziz, Talat mahmood songs, Wo shaam ghazal