Wo Ek Taraf Tanha
Udhar Sara Zamana
Wo Ek Taraf Tanha
Udhar Sara Zamana
Nazuk Si Nigaho Me Hai
Nazuk Sa Fasana
Duniya Jise Kehte Hai
Hum To Use Ye Samjhe
Duniya Jise Kehte Hai
Hum To Use Ye Samjhe
Ek Dard Ke Dariya Se Hai
Hai Tair Ke Jana
Gham Apne Badal Dale
Ek Dusre Se Dono
Gham Apne Badal Dale
Ek Dusre Se Dono
Ya Apna Bana Dalo
Ya Tum Mere Ho Jana
Itna Na Bacho Humse
Humrah Hume Le Lo
Itna Na Bacho Humse
Humrah Hume Le Lo
Lamba Hai Safar Dekho
Kaam Aayega Diwana
Kaam Aayega Diwana
Kaam Aayega Diwana
Wo Ek Taraf Tanha Hai Song Lyrics from the movie/album Lahu Pukarega released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Saira Banu. The song Wo Ek Taraf Tanha Hai was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Akhtar Ul Imman. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by Verma Malik
Share your thoughts