Wo Ek Shakhs Jo Dil Me Mujhe Chhupa Leta
Wo Ek Shakhs Jo Dil Me Mujhe Chhupa Leta
Kasam Khuda Ki Mai Use Khuda Bana Leta
Wo Ek Shakhs Jo Dil Me Mujhe Chhupa Leta
Kasam Khuda Ki Mai Use Khuda Bana Leta
Wo Ek Shakhs Jo
Wo Mujhko Pyar Se Kahta Ki Aaj Mar Jaao
Wo Mujhko Pyar Se Kahta Ki Aaj Mar Jaao
Wo Mujhko Pyar Se Kahta Ki Aaj Mar Jaao
Mai Apne Jeene Ki
Mai Apne Jeene Ki Ummid Kuch Bada Leta
Kasam Khuda Ki Mai Use Khuda Bana Leta
Wo Ek Shakhs Jo
Kasam Se Aankh Me Aate Naa Umar Bhar Aansu
Kasam Se Aankh Me Aate Naa Umar Bhar Aansu
Kasam Se Aankh Me Aate Naa Umar Bhar Aansu
Jo Mere Saath Kabhi
Jo Mere Saath Kabhi Wo Bhi Muskura Leta
Kasam Khuda Ki Mai Use Khuda Bana Leta
Wo Ek Shakhs Jo
Gunaahgaar Ko Gar Wo Muaaf Kar Dete
Gunaahgaar Ko Gar Wo Muaaf Kar Dete
Gunaahgaar Ko Gar Wo Muaaf Kar Dete
Jamaane Bhar Ka Bojh
Jamaane Bhar Ka Bojh Sar Pe Mai Utha Leta
Kasam Khuda Ki Mai Use Khuda Bana Leta
Wo Ek Shakhs Jo Dil Me Mujhe Chhupa Leta
Kasam Khuda Ki Mai Use Khuda Bana Leta
Wo Ek Shakhs Jo
Wo Ek Shaks Jo Dil Mein Song Lyrics from the movie/album Gunehgaar released in the year 2018. The song Wo Ek Shaks Jo Dil Mein was sung by Suresh Wadkar. The music was given by Sapan Jagmohan. The lyrics were Penned by Dilip Tahir
Share your thoughts