Waiz-E-Mohtaram Song Lyrics from the movie/album Awargi Mein Had Se Vol 2 released in the year 2016 starring Munni Begum. The song Waiz-E-Mohtaram was sung by Munni Begum. The music was given by Munni Begum. The music rights for song purely belongs to Times Music

Waiz-E-Mohtaram Lyrics

Waiz E Mohtaram
Is Tarha Aap Ka
Baadakhane Mein
Aana Boori Baat Hai
Waiz E Mohtaram
Is Tarha Aap Ka
Baadakhane Mein
Aana Boori Baat Hai
Aa Gaye Hai Toh
Thodi Pee Lijiye
Aa Gaye Hai Toh
Thodi Pee Lijiye
Bin Peeye Laut Jaana
Boori Baat Hai
Waiz E Mohtaram

Tera Kehna Sar Aankhon
Pe Aye Naash Haan
Unka Peena Peelana
Boori Baat Hai
Tera Kehna Sar Aankhon
Pe Aye Naash Haan
Unka Peena Peelana
Boori Baat Hai
Par Kare Reend Kya
Chhayi Ho Jab Ghata
Par Kare Reend Kya
Chhayi Ho Jab Ghata
Phir Na Botal Uthana
Boori Baat Hai
Par Kare Reend Kya
Chhayi Ho Jab Ghata
Phir Na Botal Uthana
Boori Baat Hai
Waiz E Mohtaram

Aayega Hasra Jab
Dekha Jayega Tab
Kyun Abhi Se Dare
Shaikh Ji Besabab
Aayega Hasra Jab
Dekha Jayega Tab
Kyun Abhi Se Dare
Shaikh Ji Besabab
Hai Bade Kimati
Umra Ke Chaar Din
Hai Bade Kimati
Umra Ke Chaar Din
In Ko Yunhi Ghawana
Boori Baat Hai
Hai Bade Kimati
Umra Ke Chaar Din
In Ko Yunhi Ghawana
Boori Baat Hai
Waiz E Mohtaram

Ghunt Do Ghunt Pee
Kar Machal Jaaye Jo
Bada Doshi Ki Had
Se Nikal Jaaye Jo
Ghunt Do Ghunt Pee
Kar Machal Jaaye Jo
Bada Doshi Ki Had
Se Nikal Jaaye Jo
Aise Kamzarf Maikash
O Aye Maikasho
Aise Kamzarf Maikash
O Aye Maikasho
Saath Apne Bithana
Boori Baat Hai
Aise Kamzarf Maikash
O Aye Maikasho
Saath Apne Bithana
Boori Baat Hai
Waiz E Mohtaram
Is Tarha Aap Ka
Baadakhane Mein
Aana Boori Baat Hai
Aa Gaye Hai Toh
Thodi Pee Lijiye
Aa Gaye Hai Toh
Thodi Pee Lijiye
Bin Peeye Laut Jaana
Boori Baat Hai
Waiz E Mohtaram.

Share your thoughts

Munni begum ghazals, Munni begum botal khuli hai raqs mein, Munni begum, Munni begum songs, Munni, Begum, Vol. 2 waiz e mohtram, Awargi mein had se, Waiz e mohtarum, Dil se teri nigah jiggar tak utar gayi, Mohtram, Parsai dhari ki dhar, Shemaroo entertainment, Waiz, Pakistani singers, Meri dastan e hasrat, Teri soorat nigahon, Jhoom barabar jhoom, Botal khuli hai, Nawa-e-sarosh, Ab shidatt e gham, Bewafa se bhi pyar, Barsaat ki bahaar, Popular qawwalis