Waiz-E-Mohtaram Is Tarha Aap Ka Song Lyrics from the movie/album Botal Khuli Hai Raqs Mein Vol 2 released in the year 2015 starring Munni Begum. The song Waiz-E-Mohtaram Is Tarha Aap Ka was sung by Munni Begum. The music was given by Munni Begum

Waiz-E-Mohtaram Is Tarha Aap Ka Lyrics

Waiz-e-mohtaram Is Tarha Aap Ka
Baadakhane Mein Aana Boori Baat Hai
Waiz-e-mohtaram Is Tarha Aap Ka
Baadakhane Mein Aana Boori Baat Hai
Aa Gaye Hai Toh Thodi Pee Lijiye
Aa Gaye Hai Toh Thodi Pee Lijiye
Bin Peeye Laut Jaana Boori Baat Hai
Waiz-e-mohtaram

Tera Kehna Sar Aankhon Pe Aye Naash Haan
Unka Peena Peelana Boori Baat Hai
Tera Kehna Sar Aankhon Pe Aye Naash Haan
Unka Peena Peelana Boori Baat Hai
Par Kare Reend Kya Chhayi Ho Jab Ghata
Par Kare Reend Kya Chhayi Ho Jab Ghata
Phir Na Botal Uthana Boori Baat Hai
Par Kare Reend Kya Chhayi Ho Jab Ghata
Phir Na Botal Uthana Boori Baat Hai
Waiz-e-mohtaram

Aayega Hasra Jab Dekha Jayega Tab
Kyun Abhi Se Dare Shaikh Ji Besabab
Aayega Hasra Jab Dekha Jayega Tab
Kyun Abhi Se Dare Shaikh Ji Besabab
Hai Bade Kimati Umra Ke Chaar Din
Hai Bade Kimati Umra Ke Chaar Din
In Ko Yunhi Ghawana Boori Baat Hai
Hai Bade Kimati Umra Ke Chaar Din
In Ko Yunhi Ghawana Boori Baat Hai
Waiz-e-mohtaram

Ghunt Do Ghunt Pee Kar Machal Jaaye Jo
Bada Doshi Ki Had Se Nikal Jaaye Jo
Ghunt Do Ghunt Pee Kar Machal Jaaye Jo
Bada Doshi Ki Had Se Nikal Jaaye Jo
Aise Kamzarf Maikash O Aye Maikasho
Aise Kamzarf Maikash O Aye Maikasho
Saath Apne Bithana Boori Baat Hai
Aise Kamzarf Maikash O Aye Maikasho
Saath Apne Bithana Boori Baat Hai
Waiz-e-mohtaram Is Tarha Aap Ka
Baadakhane Mein Aana Boori Baat Hai
Aa Gaye Hai Toh Thodi Pee Lijiye
Aa Gaye Hai Toh Thodi Pee Lijiye
Bin Peeye Laut Jaana Boori Baat Hai
Waiz-e-mohtaram.

Share your thoughts

Munni begum botal khuli hai raqs mein, Vol. 2 waiz e mohtram