Waah Haseen Ho Tauba Lyrics | Prateeksha | Sudesh Bhosle, Anuradha Paudwal | Rajesh Roshan

Waah Haseen Ho Tauba Lyrics | Prateeksha | Sudesh Bhosle, Anuradha Paudwal | Rajesh Roshan

Waah hasi ho tauba haye apni tauba
Aankh se aankh ladi to jane kya hoga
Tumko guroor hai humko guman hai
Tumko guroor hai humko guman hai
Husn aur ishk ka ye imtehaan hai

Waah hasi ho tauba haye apni tauba
Aankh se aankh ladi to jane kya hoga
Tumko guroor hai humko guman hai
Tumko guroor hai humko guman hai
Husn aur ishk ka yahi imtehaan hai

Pyar me gurur nahi aur guman nahi
Ye ishk hai iska to koi imteha nahi
Ye deewana hai deewana ho ho ho ho
Pyar kya hai ye na jaana ho ho ho ho
Apni dhun me hai begana ho ho ho ho
Ye shmma jala degi tum jaisa parwana
Ye shmma jala degi tum jaisa parwana

Ye deewana hai deewana ho ho ho ho
Pyar kya hai ye na jaana ho ho ho ho
Apni dhun me hai begana ho ho ho ho
Ye shmma jala degi tum jaisa parwana
Ye shmma jala degi tum jaisa parwana

Mohabbat me to jalke perwane ka naam hota hai
Shama ansu bahati hai yahi anjam hota hai
Mohabbat me to jalke perwane ka naam hota hai
Shama ansu bahati hai yahi anjam hota hai
O meri jaan mujhko jala de pyar ki yahi ada
O meri jaan mujhko jala de pyar ki yahi ada

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *