Ho Gaye Do Roz Me Abad Bhi Barbad Bhi
Ab Tamanna Hai Yehi Aye Na Unki Yaad Bhi
Wafa Jinse Ki Bewafa Ho Gae
Vo Wade Mohabbat Ke Kya Ho Gae
Wafa Jinse Ki Bewafa Ho Gae
Vo Wade Mohabbat Ke Kya Ho Gae
Jo Kahte The Hamko Sada Hai Tumhare
Zamane Me Sabse Jinhe Ham The Pyare
Jo Kahte The Hamko Sada Hai Tumhare
Zamane Me Sabse Jinhe Ham The Pyare
Wahi Aaj Hamse Juda Ho Gae Wafa Jinse Ki
Vo Itna Bata De Kabhi Pas Ake
Mila Hai Unhe Kya Hame Yun Mitake
Vo Itna Bata De Kabhi Pas Ake
Mila Hai Unhe Kya Hame Yun Mitake
Khata Kya Thi Jo Vo Kafa Ho Gae
Wahi Aaj Hamse Juda Ho Gae Wafa Jinse Ki
Mere Samne Bhi Agar Ab Wo Aaye
Na Dekhengi Unko Ye Bebas Nigahe
Mere Samne Bhi Agar Ab Wo Aaye
Na Dekhengi Unko Ye Bebas Nigahe
Wo Jinke Liye Hum Fana Ho Gaye
Wahi Aaj Hamse Juda Ho Gae Wafa Jinse Ki
Vafaa Jinse Ki Bevafa Ho Gae, Vo Vade Muhabbat Ke Kya Ho Gae Song Lyrics from the movie/album Pyaar Ka Saagar released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Meena Kumari. The song Vafaa Jinse Ki Bevafa Ho Gae, Vo Vade Muhabbat Ke Kya Ho Gae was sung by Mukesh. This movie/album was directed by Devendra Goel. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Prem Dhawan
Share your thoughts