Vaada Tumse Hai Vaada Lyrics  | 1920 | Adah Sharma, Rajneesh Duggal | Pandit Jasraj | Adnan Sami

Vaada Tumse Hai Vaada Lyrics | 1920 | Adah Sharma, Rajneesh Duggal | Pandit Jasraj | Adnan Sami

(Vaada tumse hai vaada, ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka, pyaar ka
Dard ka o… saathiya) – (2)
Vaada vaada vaada vaada vaada………

Meri palko mein tere sapno ka ghar hai
Mere iss dil mein teri chaahat ka ghar hai
Meri rag rag mein tu bas tera prem samaaya hai, samaaya hai
Meri in saanson mein abb teri saanson ki sargam bajati hai
Vaada tumse hai vaada, ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka, pyaar ka
Dard ka o… saathiya

Jina bhala kya iss duniya se darke ho…..
Yu hi rakhunga main baahon mein tujhko bharke
Tere sajade mein hi sar ko hamesha jhukaaya hai, jhukaaya hai
Meri tasbiron ki bas tere rango ki maala sajadi hai
Vaada tumse hai vaada, ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka, pyaar ka

Vaada vaada (saathiya saathiya)…..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *