Vaada Tumse Hai Vaada (female) Lyrics | 1920 | Parveen Sultana | Adnan Sami

Vaada Tumse Hai Vaada (female) Lyrics | 1920 | Parveen Sultana | Adnan Sami

Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya
Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya
Vaada vaada vaada vaada vaada

Meri palko me tere sapno ka ghar hai
Mere is dil me teri chahat ka ghar hai
Meri rag rag me tu bas tera prem samaya hai samaya hai
Meri in sanso me abb teri sanso ki sargam bajati hai
Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya

Jina bhala kya iss duniya se darke ho
Yu hi rakhunga main baaho me tujhko bharke
Tere sajde me hi sar ko hamesha jhukaya hai jhukaya hai
Meri taswiro pe bas tere rango ki maala sajadi hai
Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya
Vaada vaada saathiya saathiya

Movie 1920
Singer Parveen Sultana
Director Vikram Bhatt
Music Composer Adnan Sami
Lyricist Sameer
Star Cast Rajneesh Duggal, Adah Sharma, Rakhi Sawant, Anjori Alagh, Raj Zutshi, Srivallabh Vyas, Vipin Sharma, Indraneil Sengupta, Asha Sharma, Bob Bhrambhatt, Amin Hajee

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *