Usko Pata Hai Song Lyrics from the movie/album Pyaasa released in the year 2013 starring Yukta Mookhey, Aftab Shivdasani. The song Usko Pata Hai was sung by Narendra Bedi, Sudesh Bhonsle. This movie/album was directed by A. Muthu. The music was given by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod. The lyrics were Penned by Narendra Bedi. The music rights for song purely belongs to T-Series

Usko Pata Hai Lyrics

Aaya Kaha Se Maal, Usko Pata Hai
Kisko Pata Hai Are, Usko Pata Hai
Yeh Kaisa Jhooljhal, Usko Pata Hai
Kisko Pata Hai Are Baba, Usko Pata Hai

Meraa Bhee Chhota Sa Sapna Hai Yaar
Chahiye Ek Bangla Aur Imported Car
Khelta Hu Lottery Yeh Sochke Har Bar
Ban Jaoon Mai Bhee Phir Arabopati Yar
Kya Hogee Meree Chal, Usko Pata Hai
Kisko Pata Hai Are Baba, Usko Pata Hai

Tang Gali Chaudha Bajar Me Woh Mujhe Mili
Maine Puchha Nam Kya Hai, Kehne Lagi Lily
Uski Javaani Thi Phul Jaise Khilee
Lut Gaye Kitno Ke Dil Kamar Jo Isaki Hili
Mai Kyon Hua Behal, Usko Pata Hai
Kisko Pata Hai Are Baba, Isko Pata Hai
Makhmal Sa Chikna Badan Lage Mere Yar Kaa
Har Pal Mai Rehta Hu Pyasa Didar Kaa
Kehta Hai Dil Usse Dekhun Bar Bar
Uski Ada Me Hai Nakhre Hajar

Hai Hont Lal Lal, Usko Pata Hai
Kisko Pata Hai Are Baba, Usko Pata Hai
Abb Toh Bata, Abb Toh Bata
Aaya Kahan Se Maal, Abb Toh Bata
Yeh Kaisa Jholjhal, Abb Toh Bata
Abb Toh Bata, Abb Toh Bata, Abb Toh Bata.

Share your thoughts

Aftab shivdasani, Sudesh bhonsle, Narendra bedi, Yukta mukhi, Pyaasa, Sanjeev-darshan, Narender bedi, Usko pata hai song, Latest hindi song, Bollywood romantic song, Usko pata hai, Latest hindi movies, Hindi bollywood song, Latest bollywood song, Dance song, Hindi songs, Hindi movies, Full hindi song, Bollywood song, Tseries, Official song, Tseries movies, Full movies song