Us Din Mujhko Bhool Na Jana, Jis Din Mujhse Jee Bhar Jaaye Lyrics | Samundar | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | R D Burman

Us Din Mujhko Bhool Na Jana, Jis Din Mujhse Jee Bhar Jaaye Lyrics | Samundar | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | R D Burman

Us din mujhko bhul na jana
Jis din mujhse ji bhar jaye
Us din mujhko bhul na jana
Jis din mujhse ji bhar jaye
Hum dono ye kasam utha le
Jo bhule bas wo mar jaye
Us din mujhko bhul na jana
Jis din mujhse ji bhar jaye

Kaun kisi ko chhod raha hai
Kaun ye wada tod raha hai
Khun ke badle ab nas nas me
Pyar tumhara daud raha hai
Ye to sach ho par ye na ho
Tu dunia se dar jaye
Us din mujhko bhul na jana
Jis din mujhse ji bhar jaye

Jab se hamne pyar kiya hai
Tab se tujhe aisa lagta hai
Ho teri bate tu hi jane
Mujhko to aisa lagta hai
Babul ka ghar chhod ke gori
Jaise sajan ke ghar jaye
Us din mujhko bhul na jana
Jis din mujhse ji bhar jaye

Kuch to ye dil diwana hai
Kuch mausam bhi mastana hai
Baki bate fir kar lena
Achha mujhko ab jana hai
Jo jaye jane se pahle
Aane ka wada kar jaye
Hum dono ye kasam uthale
Bas wo mar jaye
Us din mujhko bhul na jana
Jis din mujhse ji bhar jaye
Us din mujhko bhul na jana
Jis din mujhse ji bhar jaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *