Us Dil Ki Bhala Taskeen Song Lyrics from the movie/album Anand Bhawan released in the year 2013 starring Manhar Desai, Nigar Sultana. The song Us Dil Ki Bhala Taskeen was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by S. M. Yusuf. The music was given by Vasant Desai. The lyrics were Penned by Noor Lakhnavi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Us Dil Ki Bhala Taskeen Lyrics

Us Dil Ki Bhala Taskeen Ho Kya
Us Dil Ki Bhala Taskeen Ho Kya
Jis Dil Ka Sahara Haye Tut Gaya
Pichhle Pahar Jo Baki Raha Tha
Wo Bhi Sitara Haye Tut Gaya
Us Dil Ki Bhala Taskeen Ho Kya
Jis Dil Ka Sahara Haye Tut Gaya

Duniya Mein Sukh Dukh Sabke Liye Hai
Duniya Mein Sukh Dukh Sabke Liye Hai
Hum To Dukhi Bhi Hai Koi Nahi
Unko Zamane Ne Itna Sataya
Unko Zamane Ne Itna Sataya
Dil Bhi Hamara Haye Tut Gaya

Dukh Ke Bhavar Se
Dukh Ke Bhavar Se Jhuj Rahe The
Kismat Ne Khayi Phir Gham Ki Thokar
Kismat Ne Khayi Phir Gham Ki Thokar
Nav Kinare Jab Aake Lagi
Nav Kinare Jab Aake Lagi
Maujo Se Kinara Haye Tut Gaya
Us Dil Ki Bhala Taskeen Ho Kya
Jis Dil Ka Sahara Haye Tut Gaya.

Share your thoughts

Vasant desai, Anand bhavan, Nigar sultana, Lata mangeshkar, Us dil ki bhala taskeen ho kya, Yeh dil ki dhadkano se khabar paa rahi hun mein, Hello mr. dil betaab ho kiske liye, Lata, Hindi film song, Raja mehdi ali khan, Kya humse hua kasoor, Hindi, Gm durrani, Durga khote, G. m. durrani, Mohammed rafi, Rafi