Uparwale Ne Jaldi Me Song Lyrics from the movie/album Ghar Ghar Ki Baat released in the year 2015 starring Suresh, Azra. The song Uparwale Ne Jaldi Me was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Ravindra Dave. The music was given by Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). The music rights for song purely belongs to Saregama

Uparwale Ne Jaldi Me Lyrics

Upar Wale Ne Jaldi Me Likhi
Meri Takdir Bhul Gaya Mere Hath
Me Daina Joru Ki Lakir
Upar Wale Ne Jaldi Me Likhi
Meri Takdir Bhul Gaya Mere Hath
Me Daina Joru Ki Lakir
Haye Re Haye Bad Mera Luck
Bada Hai Said Mera Luck
Haye Re Haye Bad Mera Luck
Bada Hai Said Mera Luck

Upar Wale Ne Jaldi Me Likhi
Meri Takdir Bhul Gaya Mere Hath
Me Daina Joru Ki Lakir

Damdi Mal Kai Ladki Ho
Ya Dolat Ram Ki Sali
Damdi Mal Kai Ladki Ho
Ya Dolat Ram Ki Sali
Apne Ghar Me Bhaij De Malik
Koi Chudiyo Wali
Apne Ghar Me Bhaij De Malik
Koi Chudiyo Wali

Hoye Gore Gore Hatho Se Jo
Mujh Khilaye Khir
Bhul Gaya Mere Hath
Me Daina Joru Ki Lakir

Upar Wale Ne Jaldi Me Likhi
Meri Takdir Bhul Gaya Mere Hath
Me Daina Joru Ki Lakir

Are Daya Kare Koi Ladki Wala
Rahu Na Kahi Kawara Ek Pahiye
Ki Gadi Par Firu Kab Tak Mara Mara
Ek Pahiye
Ki Gadi Par Firu Kab Tak Mara Mara

Dil Ka Friam Hai Khali
Koi Ban Jaye Tasveer
Bhul Gaya Mere Hath
Me Daina Joru Ki Lakir
Haye Re Haye Bad Mera Luck
Bada Hai Said Mera Luck
Upar Wale Ne Jaldi Me Likhi
Meri Takdir Bhul Gaya Mere Hath
Me Daina Joru Ki Lakir.

Share your thoughts

Kalyanji anandji, Kalyanji, Kalyanji shah, Mohammed rafi, Best of kalyanji anandji, Suresh, Kalyanji anandji juke box, Kalyanji anandji hit songs, Lyrics, Jaldi, Azraa, Haath, Aa ja milke chale wahan, Shah pictures films, Saath, Kasme vaade pyar wafa, Kasme waade pyar wafa sab, Qasme waade pyar wafa sab, Sabko bhagwan dekh raha tu, Dharmendra zeenat aman songs, Laawaris songs amitabh bachchan, Lata mangeshkar, Ghar ghar ki baat, Qamar jalalabadi