Unki Najro Ka War Kyu Ji Kaisa Laga
Kyu Ji Kaisa Laga
Kaho Pyar Pahli Baar Tumhe Kaisa Laga
Ho Tumhe Kaisa Laga
Unki Najro Ka War Kyu Ji Kaisa Laga
Kyu Ji Kaisa Laga
Unki Najro Ne Tumse Kaha Kya
Ye Batao Ke Tumne Suna Kya
Unki Najro Ne Tumse Kaha Kya
Ye Batao Ke Tumne Suna Kya
Ye Batao Ke Pyar Tumhe Kaisa Laga
Ho Tumhe Kaisa Laga
Unki Najro Ka War Kyu Ji Kaisa Laga
Kyu Ji Kaisa Laga
Kaise Naino Me Naina Samaye
Dor Akhiyo Me Kaise Aaye
Kaise Naino Me Naina Samaye
Dor Akhiyo Me Kaise Aaye
Pyari Ankhiyo Ka Pyar Tumhe Kaisa Laga
Ho Tumhe Kaisa Laga
Unki Najro Ka War Kyu Ji Kaisa Laga
Kyu Ji Kaisa Laga
Jaao Jaao Na Humko Banao
Raaz Sare Tum Humse Chhupao
Jaao Jaao Na Humko Banao
Raaz Sare Tum Humse Chhupao
Hum To Jane Ye Pyar Tumhe Kaisa Laga
Ho Tumhe Kaisa Laga
Unki Najro Ka War Kyu Ji Kaisa Laga
Kyu Ji Kaisa Laga
Kaho Pyar Pahli Baar Tumhe Kaisa Laga
Ho Tumhe Kaisa Laga
Unki Nazro Ka Vaar Kyu Ji Kaisa Laga Song Lyrics from the movie/album Ehsan released in the year 2018 starring Shammi Kapoor, Munawar Sultana. The song Unki Nazro Ka Vaar Kyu Ji Kaisa Laga was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Rajendra Sharma. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Kaif Irfani
Share your thoughts