Udas Sham Kisee Kab Me Dhalee Toh Hai Lyrics | Mahtab (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Udas Sham Kisee Kab Me Dhalee Toh Hai Lyrics | Mahtab (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Udas shaam
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai
Yahi bahut hai ke taja hawa chali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai

Jo apni shaakh se bahar abhi nahi aai
Jo apni shaakh se bahar abhi nahi aai
Nayi bahaar ki jaamin wahi kali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai

Dhuan to jhuth nahi bolta kabhi yaro
Dhuan to jhuth nahi bolta kabhi yaro
Hamare shahar me basti koi jali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai

Kisi ke ishk me ham jaan se gaye lekin
Kisi ke ishk me ham jaan se gaye lekin
Hamare naam se rasm-e-wafa chali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai

Hajar band ho dair-o-haram ke darwaaje
Hajar band ho dair-o-haram ke darwaaje
Mere liye mere mahabub ki gali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai
Yahi bahut hai ke taja hawa chali to hai
Udas shaam kisi khaab me dhali to hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *