Tut Paaini Marjaani Jawani Kyu Aayi, Mera Galiyo Me Aana Jaana Band Ho Gaya Song Lyrics from the movie/album Chakkar Pe Chakkar released in the year 2018 starring Shashi Kapoor, Rekha. The song Tut Paaini Marjaani Jawani Kyu Aayi, Mera Galiyo Me Aana Jaana Band Ho Gaya was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Ashok Roy. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Verma Malik

Tut Paaini Marjaani Jawani Kyu Aayi, Mera Galiyo Me Aana Jaana Band Ho Gaya Lyrics

Tut Pani Ho Tut Pani Marjani Ye Jawani Kyu Ayi
Mera Galiyo Me Aana Jana Band Ho Gaya
Mera Galiyo Me Aana Jana Band Ho Gaya
Kaha Jau Kaha Jau Ghabrau Mai Chupau Kisse
Bairi Rup Mera Sab Ki Pasand Ho Gaya
Bairi Rup Mera Sab Ki Pasand Ho Gaya
Koi Mera Pyar Mange Koi Ikrar Mange
Dil Bekarar Hua Ab Kya Karu
Ek Hi To Dil Hai Badi Muskil Hai Isse Ha Kahu Ya Use Ha Kahu
Are Jan Na Pahchan Hai Ye Itna Nadan Hai Ye Itna Nadan
Meri Marzi Ke Bina Razamand Ho Gaya
Meri Marzi Ke Bina Razamand Ho Gaya
Tut Pani Marjani Ye Jawani Kyu Ayi
Mera Galiyo Me Aana Jana Band Ho Gaya
Mera Galiyo Me Aana Jana

Aa Gaya Dekho Jiska Mujhe Intzar Tha
Jiski Nigaho Pe Mera Dil Nisar Tha
Mai To Janu Tum Na Jano Jiski Kahaniya
Suno Thanedar Ji Uski Nisaniya Uski Nisaniya
Kavi Si Boli Hai Tote Si Nak Hai
Palke Langur Si Hai Ap Jaisi Ankh Hai
Bholi Sakal Wala Galo Pe Til Wala
Niyat Hai Bhediye Ki Pathar Ke Dil Wala
Jake Tu Use Pakad Muft Me Do Do Chapal
Khada Hai Piche Jakar Baante Chakkar Pe Chakkar

Lagta Hai Ullu Jaisa Lomdi Si Dum Hai
Bas Chalak Hai Girgit Ke Rang Hai
Koi Daya Nahi Koi Sharam Nahi
Koi Iman Nahi Koi Dharam Nahi
Bada Jallad Hai Wo Bada Katil Hai Wo
Us Pe Najar Meri Uspe Hi Dil Hai
Le Jawa Tera Dil Le Jawa Tera Dil Le Jawa Tera Dil
Yahi Kahi Hai Kanhaiya Jao Dhundo Re Sipahiya
Mera Dil To Usi Ka Razamand Ho Gaya
Mera Dil To Usi Ka Razamand Ho Gaya
Tera Galiyo Me Aana Jana Band Ho Gaya
Tera Galiyo Me Aana Jana Band Ho Gaya

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kalyanji & anandji (musical group), Kalyanji anandji, Kalyanji anandji songs, Kalyanji anandji hit songs, Chakkar pe chakkar 1977 full movie, Shankar jaikishan songs, Anand bakshi (lyricist), Asha bhosle, Asha bhosle songs, Anand bakshi, Asha bhosle hit songs, Jaise ek chand ka tukda, Haksar, Romantic gaane, Dev anand songs, Bhonsle, Jay benedict bullet prakash, Lata mangeshkar (musical artist), Arvind kejriwal, Rajesh khanna songs, Valentines day special