Tune Ye Jaana Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Ho Main Ghayal Ho Gayi
Tune Ye Jaana Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Kaata To Nikal Gaya
Kaata To Nikal Gaya
Par Tere Chhune Se Main Pagal Ho Gayi Ho Main Pagal Ho Gayi
Tune Ye Jaana Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Kaata To Nikal Gaya
Kaata To Nikal Gaya
Par Tere Chhune Se Main Pagal Ho Gayi Ae Main Ghayal Ho Gayi
Tere Haatho Se Mere Ang Ang Me Bechaini Si Badh Gayi
Sharam Se Simat Gayi
Tujhse Lipat Gayi
Main Duniya Chhodgayi Ho Par Tu Naa Jaana
Tune Ye Jaana Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Main Pagal Ho Gayi
Main Anjaan Sahi
Main Naadan Sahi Par Tu Naadan Nahi
Bante Ho To Ho
Par Mann Ke Kuchh Ho Kuchh Bhi Pahchan Nahi
Ho Tu Hai Deewana
Tune Ye Jaana
Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Main Pagal Ho Gayi
Main Kaisi Bhi Hu
Main Jaisi Bhi Hu Sweekar Mujhe Kar Le
Main Sach Kahti Hu
Kahti Rehti Hu Tu Pyar Mujhe Kar Le
O Mujhko Satana
Tune Ye Jaana
Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Main Ghayal Ho Gayi
Tune Ye Jaana Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Kaata To Nikal Gaya
Kaata To Nikal Gaya
Par Tere Chhune Se Main Pagal Ho Gayi Ho Main Pagal Ho Gayi
Tune Ye Jaana Ek Kaata Lagne Se Main Ghayal Ho Gayi
Ho Main Pagal Ho Gayi
Tune Ye Jaana Ek Kaanta Lagne Se Mai Song Lyrics from the movie/album Anokha Rishta released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Smita Patil. The song Tune Ye Jaana Ek Kaanta Lagne Se Mai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by I V Sasi. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts