Tune Teri Nazar Ne Song Lyrics from the movie/album Fariyaad released in the year 2016 starring Ashok Kumar, Zeb Rehman. The song Tune Teri Nazar Ne was sung by Mohammed Rafi, Mubarak Begum. This movie/album was directed by Kidar Nath Sharma. The music was given by Snehal Bhatkar. The lyrics were Penned by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma). The music rights for song purely belongs to Saregama

Tune Teri Nazar Ne Lyrics

Tu Ne Teri Nazar Ne To Kaafir Bana Diya
Mujhe Kaafir Bana Diya
Hans Kar Rula Diya
Kabhi Ro Kar Hansa Diya
Kabhi Ro Kar Hansa Diya Aa
Tu Ne Teri Nazar Ne

Qadmon Ki Khaak Pe Hain
Bahaaron Ke Baadshaah
Bahaaron Ke Baadshaah
Qadmon Ki Khaak Pe Hain
Bahaaron Ke Baadshaah
Bahaaron Ke Baadshaah
Veeraan Ghar Ko Aap Ne
Jannat Bana Diya
Ae Ji Jannat Banaa Diya Aa
Tu Ne Teri Nazar Ne

Dil Thha Bujha Bujha
Badi Be Kaif Thhi Hayaat
Badi Be Kaif Thhi Hayaat
Dil Thha Bujha Bujha
Badi Be Kaif Thhi Hayaaat
Badi Be Kaif Thhi Hayaat
Laila Tera Karam
Mujhe Majnu Bana Diya
Mujhe Majnu Bana Diya Aa
Tu Ne Teri Nazar Ne

Main Bhi Zameen Bhi Arsh Bhi
Sab Jhoomne Lage
Sab Jhoomne Lage
Main Bhi Zameen Bhi Arsh Bhi
Sab Jhoomne Lage
Sab Jhoomne Lage
Masti Bhari Nazar Se
Kaho Kya Pilaa Diya
Kaho Kya Pilaa Diya
Tu Ne Teri Nazar Ne

Dil Par Nazar Hai Dil Mein
Nazar Hai Huzoor Ki
Nazar Hai Huzoor Ki
Dil Par Nazar Hai Dil Mein
Nazar Hai Huzoor Ki
Nazar Hai Huzoor Ki
Yeh Toot Jaayega
Jo Nazar Se Gira Diya
Jo Nazar Se Gira Diya
Tu Ne Teri Nazar Ne.

Share your thoughts

Snehal bhatkar, Best of snehal bhatkar, Snehal bhatkar kedar sharma fariyaad (1964), Bharat ke naujawano suman kalyanpur mubarak begum fariyaad, Fariyad, Meena kumari, Zeb rehman, Ashok, Teri nazar ne to kafir bana diya, Fariyaad (1964) lyrics, Shankar, Ashok sharma, Best of snehal hatkar, Tribute to mubarak begum, Mubarak begum, Mubarak begum songs, Mubarak begum songs list, Snehal, Fariyaad, Ashok kumar, Mohammed rafi, Mohammad rafi, Bhatkar., Begum, Kumar