Tumse Mila Tha College Mein Song Lyrics from the movie/album Hi Ajnabi released in the year 2016. The song Tumse Mila Tha College Mein was sung by Nadeem Saifi. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to T-Series

Tumse Mila Tha College Mein Lyrics

Tumse Mila Tha College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain
Tumse Mila Tha College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain
Woh Palake Jhukana
Woh Nazare Churana
Larazate Kadam Se Meri Aur Aana
Woh Har Ek Adaa Mujhe Yaad Hain
Nazar Mili Thi College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain
Tumse Mila Tha College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain

Woh Halki Sifarish Woh Sawan Mahina
Woh Bheege Badan Pe Pasina Pasina
Woh Logo Se Chhup Chhup Ke Deedar Karna
Woh Inkaar Karke Bhi Ikraar Karna
Kabhi Paas Aana Kabhi Paas Jaana
Woh Karke Shararat Deewana Banana
Woh Har Ek Adda Mujhko Yaad Hain
Tumse Mila Tha College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain
Tumse Mila Tha College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain

Woh Sabse Chhupake Mera Naam Likhana
Woh Kagaz Pe Chahat Ka Paigaam Likhana
Woh Karke Bahana Mera Chain Lena
Sehri Ke Hathon Se Khat Bhej Dena
Woh Chhup Na Chhupana
Woh Milana Milana
Woh Ik Baat Pe Sau Bahane Banana
Woh Har Ik Adda Mujhe Yaad Hain
Pyaar Huaa Thaa College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain

Woh Palake Jhukana
Woh Nazare Churana
Larazate Kadam Se Meri Aur Aana
Woh Har Ek Adaa Mujhe Yaad Hain
Nazar Mili Thi College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain
Tumse Mila Tha College Mein
Abhi Mujhe Yaad Hain.

Share your thoughts

Nadeem shravan, Hi ajnabi nadeem shravan, Nadeem shravan songs, Nadeem saifi, Nadeem saifi shravan rathod sameer anjaan rare song, Tumse mila tha college mein, Shravan rathod, Hi ajanabi nadeem shravan, Mujhse mera naam nadeem saifi, Mujhse mera naam to poochho nadeem saifi, Meri tamanna hai alka yagnik nadeem saifi, Nadeem saifi rare song, Nadeem, Nadeem shravan music, Nadeem shravan interview, Nadeem shravan biography, Hindi songs nadeem shravan, Nadeem shravan hits