Tumne Naa Hamse Kuchh Kaha Tha Lyrics | Pyaar Mein Kabhi Kabhi | Mahalakshmi Iyer | Shekhar Ravjiani

Tumne Naa Hamse Kuchh Kaha Tha Lyrics | Pyaar Mein Kabhi Kabhi | Mahalakshmi Iyer | Shekhar Ravjiani

Tumne na hamse kuchh kaha tha
Hamne bhi kuchh kaha nahi
Yeh pyaar kab ho gaya tha
Kya ajib hai yeh jindagi

Kuchh waqt hamne sang gujaare
Chand pal saath bhi chale
Sang sang raah me badhe ham
Raah jo mile bhi na mile
Abb itni dur tum gaye ho kya ajib hain yeh silsile
Abb itni dur tum gaye ho kya ajib hain yeh silsile
Tumne na hamse kuchh kaha tha
Hamne bhi kuchh kaha nahi
Yeh pyaar kab ho gaya tha
Kya ajib hai yeh jindagi

Tum rahogi dil ki dhadkan me
Saans bhi na le tumhare bin
Aankho me basi hansi tumhaari
Yaad tum rahoge raat din
Mere har rang me base ho
Kaise mai kahu tu ajnabi
Mere har rang me base ho
Kaise mai kahu tu ajnabi
Tumne na hamse kuchh kaha tha
Hamne bhi kuchh kaha nahi
Yeh pyaar kab ho gaya tha
Kya ajib hai yeh jindagi
Tumne na hamse kuchh kaha tha
Hamne bhi kuchh kaha nahi
Yeh pyaar kab ho gaya tha
Kya ajib hai yeh jindagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *