Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho, Tumhi Ho Bandhu Sakha Tumhi Ho Lyrics | Main Chup Rahungi | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho, Tumhi Ho Bandhu Sakha Tumhi Ho Lyrics | Main Chup Rahungi | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Tumhi ho saathi tumhi sahare
Koi na apna siwa tumhaare
Tumhi ho saathi tumhi sahare
Koi na apna siwa tumhaare
Tumhi ho naiyya tumhi khewayya
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Jo khil sake na wo phool ham hain
Tumhaare charno ki dhool ham hain
Jo khil sake na wo phool ham hain
Tumhaare charno ki dhool ham hain
Daya ki drishti sada hi rakhna
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *