Tumhen Main Agar Apana Lyrics | Shatranj | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Tumhen Main Agar Apana Lyrics | Shatranj | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Tumhe main agar apna saathi bana lu
Bata do mera saath doge kaha tak
Zameen se jaha aasmaan mil raha hai
Na chhod enge daaman tumhara vaha tak
Tumhe main agar apna saathi bana lu
Bata do mera saath doge kaha tak
Zameen se jaha aasmaan mil raha hai
Na chhod enge daaman tumhara vaha tak

Yaha har qadam par nayi dilkashi hai
Kaha tak tumhara bharosa karu main
Yaha har qadam par nayi dilkashi hai
Kaha tak tumhara bharosa karu main
Dua hai ke benoor ho jaaye aankhe
Kisi aur ki jo tamanna karu main
Tumhe main agar apna saathi bana lu
Bata do mera saath doge kaha tak
Zameen se jaha aasmaan mil raha hai
Na chhod enge daaman tumhara vaha tak

Salamat hai jab tak ye zulfo ke saaye
To phir aur kiska aramaan hoga
Salamat hai jab tak ye zulfo ke saaye
To phir aur kiska aramaan hoga
Tumhaare hi qadmo me marna hua
To ye marna kitna aasaan hoga
Tumhe main agar apna saathi bana lu
Bata do mera saath doge kaha tak
Zameen se jaha aasmaan mil raha hai
Na chhod enge daaman tumhara vaha tak

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *