Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics | Himesh Ke Dil Se | Salman Ali

Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics | Himesh Ke Dil Se | Salman Ali

Na din mein chain na raat ko aaram
Subah shaam sirf tera hi naam

Tumhein dil mein basana hai
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banana hai
Tumhein apna banana hai

Tumse ishq nibhana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Tere bina hai jeena mera bewajah
Meri aashiqui ka hai tu aasra
Ae yaara hai jabse mujhe tu mila
Bas teri hi yaadon ka hai silsila

Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banana hai
Tumhein apna banana hai

Woh teri meri
Mulaqaton ka mausam
Jaata nahi hai
Mere dil se woh aalam

Banke nishani
Jal raha hai seene mein
Har pal tera ishq
Ae mere humdam

Tere vaaste hai meri arziyan
Hai tujhse hai meri saari mann marziyan
Tere hi liye meri sargoshiyan
Tu karde mukkamal meri yaarian

Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Teri gali mein
Jabse duniya basayi
Aankhon mein sagar
Nami dil pe hai chhayi

Bujh na sakega
Teri yaadon ka lawa
Saanson mein khushbu
Teri hai samayi

Meri ye tadap yeh meri tishnagi
Hai tujhse hi ab to meri bandagi
Zara jhaank ke dekh le dil mein tu
Nazar aayegi meri deewanagi

Tumhein dil mein basana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai

Tumhein dil mein basana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *