Tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai
Tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai
Jise samjhte ho apna salam kahti hai
Jise samjhte ho apna salam kahti hai
Tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai
Hawa ye kaisi ke
Daman ko chum kar kahna
Na phere mujhse mohabbat bhari najar kahna
Mere huzur se
Ye hath jod kar kahna
Tumhare ishq ki duniya salam kahti hai
Tumhare ishq ki duniya salam kahti hai
Ye duniya kaid se
Mujhko chuda rahi hai aaj
Fiza ko gum ka fasana
Suna rahi hai aaj
Jise hai tumse mohabbat
Wo jaa rahi hai aaj
Larajte hath se laila salam kahti hai
Larajte hath se laila salam kahti hai
Tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai
Tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai

