Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din Song Lyrics from the movie/album Aatmaram released in the year 2018 starring Shatrughan Sinha, Vidya Sinha. The song Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Sohanlal Kanwar. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Vishveshvar Sharma

Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din Lyrics

Tumhare Bin Gujaare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge
Tumhare Bin Gujaare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge
Jo Dil Me Aa Gayi Hai Aaj
Hum Vo Kar Hi Gujarenge

Khabar Kya Thi Ki Apne Bhi
Sitare Aise Bigadenge
Khabar Kya Thi Ki Apne Bhi
Sitare Aise Bigadenge
Ki Jo Puja Ke Kabil Hai
Wahi Log Rang Badalenge
Tumhare Bin Gujaare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge

Tumhari Ek Na Manenge
Karenge Aaj Man Mani
Bahut Tarsaya Hai Tumne
Nahi Ab Aur Tarsenge
Sataya To Nahi Karte
Kabhi Kismat Ke Maro Ko
Kisi Ki Jaan Jayegi
Kisi Ke Arman Nikalenge
Tumhare Bin Gujare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge
Jo Dil Me Aa Gayi Hai Aaj
Hum Vo Kar Hi Gujarenge
Tumhare Bin Gujare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge

Manaya Tumko Kitni Baar
Lekin Tum Nahi Mane
To Ab Majbur Hokar Hum
Shararat Per Bhi Utrenge
Hakikat Kya Hai
Ye Pahle Bata Dete To Acha Tha
Khud Apne Jaal Se Hi Hum
Na Jaane Kaise Hum Nikalenge
Tumhare Bin Gujaare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge

Kayi Din Baad Fir Ye Saaj
Ye Singaar Paya Hai
Nahi Malum Tha Ki Aap Yu
Inkar Kar Denge
Tumhe Kaise Bataye
Kya Humare Sath Gujari Hai
Tumhare Khwab Tutenge
Agar Sach Baat Kah De
Tumhare Bin Gujaare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge
Jo Dil Me Aa Gayi Hai Aaj
Hum Vo Kar Hi Gujarenge
Tumhare Bin Gujaare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge
Jo Dil Me Aa Gayi Hai Aaj
Hum Vo Kar Hi Gujarenge
Tumhare Bin Gujaare Hai Kai Din
Ab Na Gujarenge

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar atma ram tumhare bin guzare hain kai din, Tumhare bin guzaare hain lyrics, Lyrics tumhare bin guzaare hain, Shankar jaikishan, Lyrics song tumhare bin guzaare hain, Mangeshkar, Aatmaram movie song lyrics, Tumhare bin guzaare hain kai din mohammad rafi lata mangeshkar film atma ram.., Atmaram, Mohammed rafi, Jaikishan, Tumhare bin guzaare hain kai din, Tumhare bin guzaare hain karaoke, Tumhare bin guzaare hain kai din ab na, Tumare