Tumhare Bagair Jina Kya Lyrics | Mann | Amir Khan | Sanjeev Darshan

Tumhare bagair jina kya
Jine ka kwab bhi nahi dekh sakta
Saso ke bina shayad kuchh pal mai ji sakta hu
Lekin tumhare bina nahi
Tum ha tum vo pahli ladki ho jise mai zindagi se badhakar
Chahne laga hu
Mera aaj mera kal mere din mere pal
Sirf tumhare dam se hai
Meri puja me meri duao me
Meri kamoshiyo me meri sadao me sirf tum ho sirf tum
Tare tut jayenge chand bujh jayega
Vaqt yahi thahar jayega lekin
Lekin ummid ki aakhari kiran bujhane tak
Aakhari saans chalne tak mai tumhara rasta dekhunga
Tumhara intazar karunga
Ha priya mai tumhara intazar karunga

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *