Tumhare bulane ko ji chahta hai
Ji chahta hai
Tumhare bulane ko ji chahta hai
Ji chahta hai
Muqaddar banane ko ji chahta hai
Ji chahta hai
Tumhare bulane ko
Jo tum aao
To sath khushiya bhi aaye
Khushiya bhi aaye
Jo tum aao
To sath khushiya bhi aaye
Khushiya bhi aaye
Mera muskurane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Tumhare bulane ko
Tumhari mohabbat me
Khoyi huyi hu
Khoyi huyi hu
Tumhari mohabbat me
Khoyi huyi hu
Khoyi huyi hu
Tumhe ye batane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Tumhare bulane ko
Ye ji chahta hai ke tumhari bhi sun lu
Tumhari bhi sun lu
Ye ji chahta hai ke tumhari bhi sun lu
Tumhari bhi sun lu
Khud apni sunane ko ji chahta hai
Ji chahta hai
Muqaddar banane ko ji chahta hai
Ji chahta hai
Tumhare bulane ko

