Tumase Lagan Lagee Hay Aisee Agan Jagee Song Lyrics from the movie/album Madhu released in the year 2018 starring Karan Dewan, Meena Kumari. The song Tumase Lagan Lagee Hay Aisee Agan Jagee was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by G Mukherjee, S Bannerjee. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Naqsh Lyallpuri

Tumase Lagan Lagee Hay Aisee Agan Jagee Lyrics

Tumse Lagan Lagi Hay Aisi Agan Jagi
Yeh Dil Hua Divana Najar Jhuki-jhuki Jaye
Tum Jo Dil Me Aaye Aankho Me Meri Chhaye
Iss Dil Ki Aarju Ka Chaman Khila-khila Jaye

Jabse Najar Mili Khoya Mera Jahan
Tum Ho Pas Mere Mai Hu Jane Kahan
Jabse Najar Mili Khoya Mera Jahan
Tum Ho Pas Mere Mai Hu Jane Kahan
Dil Ki Lagan Mere Sajan Jhume Teri Kasam
Jab Se Dekha Tujhe Nache Mere Kadam
Lahki Pavan Jhume Hontho Ko Hansi Chume
Yeh Dil Hua Divana Najar Jhuki-jhuki Jaye
Tum Jo Dil Me Aaye Aankho Me Meri Chhaye
Iss Dil Ki Aarju Ka Chaman Khila-khila Jaye

Tumse Meri Vafa Kahti Hai Yeh Piya
Dil Se Mere Kabhi Tum Na Hona Juda
Tumse Meri Vafa Kahti Hai Yeh Piya
Dil Se Mere Kabhi Tum Na Hona Juda
Dil Hai Sanam Tere Liye Tu Hai Jaan-e-vafa
Dil Se Pyar Tera Hoga Ab Na Hoga Juda
Jab Se Tujhe Paya Jine Ka Maja Aaya
Iss Dil Ki Aarju Ka Chaman Khila-khila Jaye
Tumse Lagan Lagi Hay Aisi Agan Jagi
Yeh Dil Hua Divana Najar Jhuki-jhuki Jaye

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Madhu, Lata mangeshkar hits, Lagan, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar old songs, Best of lata mangeshkar songs, Best of roshan, Roshan, Karan dewan, Bachke rehna re baba with lyrics, Jagi badan mein jwala, Amitabh bachchan zeenat aman songs, Tumse, Rasta, Zeenat aman songs, Best of dharmendra songs, Meena kumari, Asha bhosle songs, Kishore kumar songs, Hits of dharmendra songs, 80s romantic songs, Gulshan bawra songs, Best of tanuja songs