Tumari Ek Nazar Song Lyrics from the movie/album Soulful Ghazals released in the year 2016 starring Jagjit Singh. The song Tumari Ek Nazar was sung by Lalitya Munshaw. The music was given by S. Chatursen. The lyrics were Penned by Prakash Rahule (Aadam). The music rights for song purely belongs to Red Ribbon Music

Tumari Ek Nazar Lyrics

Tumari Ek Nazar Ke Badale
Zindagi Nisaar Doon
Tumari Ek Nazar Ke Badale
Zindagi Nisaar Doon
Yakeen Na Ho To Mujhe Tum
Aazma Ke Dekhalo
Yakeen Na Ho To Mujhe Tum
Aazma Ke Dekhalo
Tumari Ek Nazar Ke Badale
Zindagi Nisaar Doon

Hazaar Raahein Chal Ke Aaun
Main Tumhari Taraf
Hazaar Raahein Chal Ke Aaun
Main Tumhari Taraf
Dil Ki Iss Adda Se
Dil Ki Iss Adda Se
Mujhe Tum Kabhi
Bulake Dekha Lo
Tumari Ek Nazar Ke Badale
Zindagi Nisaar Doon

Rooh Pyaasi Na Rahein Meri
Tamnna Thi Kahin
Rooh Pyaasi Na Rahein Meri
Tamnna Thi Kahin
Apni Aaghosh Mein
Apni Aaghosh Mein
Kabhi Isko Sama Ke Dekhalo
Tumari Ek Nazar Ke Badale
Zindagi Nisaar Doon

Tumhare Aane Se Ye Khaab
Ban Jaaye Haqikat
Tumhare Aane Se Ye Khaab
Ban Jaaye Haqikat
Mere Khabon Ki
Mere Khabon Ki
Duniya Mein
Zara Aake Dekhalo
Tumari Ek Nazar Ke Badale
Zindagi Nisaar Doon

Dil Ki Deewaro Pe
Har Taraf Hain
Tumhari Tasveer
Dil Ki Deewaro Pe
Har Taraf Hain
Tumhari Tasveer
Tumhi Ho Mere Khuda
Tumhi Ho Mere Khuda
Ismein Khud Aake Dekhalo
Tumari Ek Nazar Ke Badale
Zindagi Nisaar Doon.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ghazal hits of lalitya munshaw | top ghazal collection, Lalitya munshaw, Tumhari ek nazar | lalitya munshaw, Lalitya munshaw ghazals, Kuch aise meri | lalitya munshaw, Lalitya munshaw romantic songs, Tumhari ek nazar, Lalitya munshaw - ghazals & romantic, Lalitya munshaw - ghazals and romantic, Ghazals by lalitya munshaw, Dastak | a bouquet of ghazals | audio jukebox, Dastak | a bouquet of ghazals, Lalitya munshaw songs, Top ghazals by lalitya munshaw