Tumane Rakh Toh Lee Tasvir Hamaree Lyrics | Lal Dupatta Malmal Ka | Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas | Anand Milind

Tumne rakh to li tasvir hamari
Tumne rakh to li tasvir hamari
Par ye na ho ki jis tarah mausam badalta hai
Vaise hi tumko bhi dekhu rang badalte hue

Hamne rakh to li tasvir tumhari
Par yu bhi hai ki jis tarah mausam badalta hai
Tasviro ko bhi dekha hai rang badalte hue

Aaj to milkar shad rahe
Kash ye kal bhi yad rahe
Baat to jab hai janejahan
Dhyan mera mere bad rahe
Ban to baithe hai takdir hamari
Hamne rakh to li tasvir tumhari
Par yu bhi hai ki jis tarah mausam badalta hai
Tasviro ko bhi dekha hai rang badalte hue

Tum jaise in raho me kitne chale aur chhut gaye
Kitne hasino ke vade dil ki tarah se tut gaye
Kash na tute takdeer hamari
Tumne rakh to li tasvir hamari
Par ye na ho ki jis tarah mausam badalta hai
Vaise hi tumko bhi dekhu rang badalte hue
Hamne rakh to li tasvir tumhari
Par yu bhi hai ki jis tarah mausam badalta hai
Tasviro ko bhi dekha hai rang badalte hue

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *