Tum Tana Na Tana Lyrics | Bahaaron Ki Manzil | Poornima, Amit Kumar | Ram Laxman

Tum Tana Na Tana Lyrics | Bahaaron Ki Manzil | Poornima, Amit Kumar | Ram Laxman

Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Geet hi is jivan ka sur hai geet hai prem tarana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Geet hi is jivan ka sur hai geet hai prem tarana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana

Ye teri meri zindagi suro mein hai dhali hui
Dukho ki pancham kabhi sukho ki kabhi ragini
Ye teri meri zindagi suro mein hai dhali hui
Dukho ki pancham kabhi sukho ki kabhi ragini
Saat suro ki is sargam ko dekho bhul naa jaana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana

Ye rut hai bahaar ki suro ke singaar ki
Madhur jhankar hai dilo ke is taar ki
Ye rut hai bahaar ki suro ke singaar ki
Madhur jhankar hai dilo ke is taar ki
Is mann mein anmol ratan hai
Mann hai anmol khajana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana

Ye thumre ki taal hai kabhi ye khayal hai
Ada hai aalam ki raago ka ye kamaal hai
Ye thumre ki taal hai kabhi ye khayal hai
Ada hai aalap ki raago ka ye kamaal hai
Raag se jal ban saathi apne mann ki agan bajana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Geet hi is jivan ka sur hai geet hai prem tarana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana
Tum tana nana tana ye dil hai deewana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *