Tum Se Hi Ghar Ghar kahlaya Suna Man Lyrics | Bhabhi ki Chudiyan | Mukesh | Sudhir Phadke

Tum Se Hi Ghar Ghar kahlaya Suna Man Lyrics | Bhabhi ki Chudiyan | Mukesh | Sudhir Phadke

Ghar bhi tha thi diware bhi
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Suna mandir tha man mera
Bujha deep tha jivan mera
Suna mandir tha man mera
Bujha dip tha jivan mera
Pratima ke pawan charno me
Mai deepak bankar muskaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya

Dewaley ban gaya suhavan
Ma tumse mera ghar aangan
Dewaley ban gaya suhavan
Ma tumse mera ghar aangan
Aanchal ki mamta maya me
Payi sukh ki sheetal chhaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya

Kaise ho gungaan tumhara
Jo kuch hai vardan tumhara
Kaise ho gungaan tumhara
Jo kuch hai vardan tumhara
Tumne hi mere jivan ke
Sapno ko sach kar dikhlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya

Aankhe meri jyoti tumhari
Rah na gayi rahe andhiyari
Aankhe meri jyoti tumhari
Rah na gayi rahe andhiyari
Rahne do mere mathe per ma
Tumne jo hath badaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *