Tum Roothi Raho Main Manata Rahu
Tum Roothi Raho Main Manata Rahu
Ki In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
Thode Shiqwe Bhi Ho Kuchh Shikaayat Bhi Ho
Thode Shiqwe Bhi Ho Kuchh Shikaayat Bhi Ho
To Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Haay Dil Ko Churaakar Le Gaya
Munh Chhupa Lena Hamse Wo Aapka
Munh Chhupa Lena Hamse Wo Aapka
Dekhna Wo Bigad Kar Phir Hame
Aur Daanto Me Ungli Ka Daabna
Aur Daanto Me Ungli Ka Daabna
O Mujhe Teri Qasam Yahi Samaan Maar Gaya
Isi Jalwe Pe Tere Dono Jahaan Haar Gaya
Tum Roothi Raho Main Manata Rahu
Ki In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
Thode Shiqwe Bhi Ho Kuchh Shikaayat Bhi Ho
To Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Ye Na Samjho Ki Tumse Door Hu
Ye Na Samjho Ki Tumse Door Hu
Tere Jiwan Ki Pyaar Bhari Aas Hu
Tere Jiwan Ki Pyaar Bhari Aas Hu
Chaand Ke Sang Jaise Hai Chaandni
Waise Main Bhi Tere Dil Ke Paas Hu
Waise Main Bhi Tere Dil Ke Paas Hu
Haay Wo Dil Hi Nahi Jo Na Dhadakna Jaane
Aur Dildaar Nahi Jo Na Tadapna Jaane
Thode Shiqwe Bhi Ho Kuchh Shikaayat Bhi Ho
To Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Tum Roothi Raho Main Manata Rahu
Ki In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
Chaahe Koi Dagar Ho Pyaar Ki
Khatm Hogi Na Teri-meri Daastan
Khatm Hogi Na Teri-meri Daastan
Dil Jalegaa To Hogi Roshni
Tere Dil Me Banaaya Hain Aashiya
Tere Dil Me Banaaya Hain Aashiya
O Sharad Punam Ki Rang Bhari Chaandni
Meri Sab Kuchh Meri Taqdir Meri Zindagi
Tum Roothi Raho Main Manata Rahu
Ki In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
In Adaao Pe Aur Pyaar Aata Hai
Thode Shiqwe Bhi Hon Kuchh Shikaayat Bhi Ho
To Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Maza Jine Ka Aur Bhi Aata Hai
Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu, Ki In Adao Pe Aur Pyar Aata Hai Song Lyrics from the movie/album Aas Ka Panchhi released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Vyjayantimala. The song Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu, Ki In Adao Pe Aur Pyar Aata Hai was sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. This movie/album was directed by Mohan Kumar. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts