Tum Pyare Ho Balam Song Lyrics from the movie/album Raakhi Aur Rifle released in the year 2015 starring Dara Singh, Alka. The song Tum Pyare Ho Balam was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Radhakant. The music was given by Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta. The lyrics were Penned by Madan Bharati. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tum Pyare Ho Balam Lyrics

Tum Pyare Ho
Balam Mohe Pran Se
Tum Pyare Ho
Balam Mohe Pran Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se
Tum Pyare Ho
Balam Mohe Pran Se
Tum Pyare Ho
Balam Mohe Pran Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se

Rang Me Tere Maine
Rang Li Chunariya
Rang Me Tere Maine
Rang Li Chunariya
Tere Hawale
Ye Bali Umariya
Sapne Adhure
Hue Aaj Pure
Sapne Adhure
Mere Hue Aaj Pure
Kyu Na Nachu
Gau Mai Guman Se
Jhum Jhum Ke
Kahungi Mai Jahan Se
Jhum Jhum Ke
Kahungi Mai Jahan Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se

Chalungi Aise Mai
Jivan Ki Raho Me
Chalungi Aise Mai
Jivan Ki Raho Me
Jaise Nadiya
Kinaro Ki Baho Me
Chahe Jag Ruthe
Saath Na Chhute
Chahe Jag Ruthe
Ruthe Sath Na Chhute
Mit Jaungi Ab
To Tere Naam Pe
Piya Puchh Lo
Zami Aasman Se
Piya Puchh Lo
Zami Aasman Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se
Tum Pyare Ho
Balam Mohe Pran Se
Tum Pyare Ho
Balam Mohe Pran Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se
Maine Manga Hai
Tumhe Bhagwan Se.

Share your thoughts

No Keywords