Tum Meet Hamare Ho Song Lyrics from the movie/album Dukhiyari released in the year 2018. The song Tum Meet Hamare Ho was sung by Zohrabai Ambalewali, Surendra. The music was given by Gyan Dutt. The lyrics were Penned by F M Kaiser

Tum Meet Hamare Ho Lyrics

Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho
Haa Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho
Is Dolti Nayiya Mein Do Preet Ke Mare Hai
Is Dolti Nayiya Mein Haye Re Haye
Do Preet Ke Mare Hai
Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho
Haa Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho

Jal Thal Hai Samnadar Mein
Lahre Bhi Hai Tufaan Bhi
Aashaye Sine Mein Hasrat Bhi Armaan Bhi
Jal Thal Hai Samnadar Mein
Lahre Bhi Hai Tufaan Bhi
Aashaye Sine Mein Hasrat Bhi Armaan Bhi
Ham Khelte Maujo Se Haye Re Haye
Bekhauf Kinare Hai
Ham Khelte Maujo Se Haye Re Haye
Bekhauf Kinare Hai
Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho
Haa Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho

Duniya Ye Nirali Hai Ham Preet Ke Maro Ki
Chalo Dur Chale Sajani Us Chhao Mein Taro Ki
Wo Geet Sunaayenge Haye Re Haye
Jo Sab Ne Pukare Hai
Wo Geet Sunaayenge Haye Re Haye
Jo Sab Ne Pukare Hai
Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho
Haa Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho

Tum Chand Mere Man Ke Main Jis Ka Ujala Hu
Tum Jyot Mohabbat Ki Main Kiski Jawala Hu
Prem Ki Duniya Mein Kyo Haye Re Haye
Chand Sitare Hai
Prem Ki Duniya Mein Kyo Haye Re Haye
Chand Sitare Hai
Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho
Haa Tum Meet Hamare Ho Ham Meet Tumhare Ho


Share your thoughts

Zohrabai ambalewali, Zohrabai ambalawali, Surendra, Geeta bali, Dukhiyari, Qamar jalalabadi, Zohrabai, Surendra songs, Hindi song lyrics, Tum meet humare ho, Lyrics, Umango ke din beete jaye, Geeta dutt, Best of geeta dutt, Geeta, Dilip kumar as chandra, Lyricist: pyarelal santoshi, Malika e tarannum, Lyricist: ishwar chandra kapoor, Rajendra krishan, Maine dekhi jag ki reet, Zohra bai, Best of rajendra krishan, Aaja meri barbaad mohabbat, Meena kumari