Tum Lakh Chupana Song Lyrics from the movie/album Singapore released in the year 2016 starring Shammi Kapoor, Padmini. The song Tum Lakh Chupana was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tum Lakh Chupana Lyrics

Tum Lakh Chhupana Chahoge
Par Payaar Chhupa Na Paoge
Kachhe Dhage Se Bandhe Sarkar Chale Aaoge
Sarkar Chale Aaoge
Tum Lakh Jatana Chaho
Par Pyar Jata Na Paoge
Dil Ko Thame Hatho Se
Khamosh Chale Jaoge
Khamosh Chale Jaoge
Tum Lakh Chhupana Chahoge
Par Payaar Chhupa Na Paoge
Kachhe Dhage Se Bandhe Sarkar Chale Aaoge
Sarkar Chale Aaoge

Tumhare Chehre Ki Rangat
To Ye Batati Hai
Kisi Ki Yaad Tumhe
Har Pal Satati Hai
Ye Uljhe Baal Mohabbat Ka Raz Kahte Hai
Kamal Se Nain Khyalo Me Dube Rahte Hai
Tumhari Chal Me Sokhi Hai
Or Sararat Hai
Jarur Tumko Kisi Na Kisi Se Ulfat Hai
Lo Raz Khul Gaya Ab Kisliye Chhupate Ho
Jamana Jan Gaya Hamko Kyu Banate Ho
Tum Lakh Chhupana Chahoge
Par Payaar Chhupa Na Paoge
Kachhe Dhage Se Bandhe Sarkar Chale Aaoge
Sarkar Chale Aaoge
Tum Lakh Jatana Chaho
Par Pyar Jata Na Paoge
Dil Ko Thame Hatho Se
Khamosh Chale Jaoge
Khamosh Chale Jaoge

Tumhare Hotho Pe Har Bat Kaap Jayegi
Lagi Ye Dil Ki Kabhi Juba Par Na Ayegi
Batao Kaise Jataoge
Na Hoga Pura Kabhi Arzu Ka Ye Spana
Tumhe Ye Pyar Ki Hasrat
Bahut Satayegi
Kabhi Rulayegi Tumko Kabhi Hasayegi
Hamare Kuje Me Aashik Hazar Aate Hai
Magar Jo Aate Hai Wo Hosh Bhul Jate Hai
Tum Lakh Jatana Chaho
Par Pyar Jata Na Paoge
Dil Ko Thame Hatho Se
Khamosh Chale Jaoge.

Share your thoughts

Shammi kapoor, Singapore 1960 songs, Singapore 1960, Padmini, Lata mangeshkar, Singapore shammi kapoor, Lata mangeshkar songs, Mohammed rafi, K n singh, Shammi kapoor movies, Mohammed rafi ke gane, Tum lakh chupana chahoge, Mohammed rafi songs, Singapore classic songs, Dekho ji dekho singapore, Ja ja ja mere bachpan karaoke with lyrics, Ja ja ja mere bachpan lyrics, Hum bhi karte hain pyar, Dhokha khayegi na yaaro ki najar, Abhi bhattacharya, Hum jaan gaye sarkar