Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya Lyrics | Aasra | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya Lyrics | Aasra | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
Kaam hai kya
Tum kon ho
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
Kaam hai kya
Tum kon ho

Is raste ka naam hai sapano ki rehgujar
Is raste ka naam hai sapano ki rehgujar
Tum ho paraye aur ye apno ki rah gujar
Jis raah se kyun gujare vo aam hai kya
Naam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Tum kon ho

Hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
Hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
Hum vo nahi jo chal pade bechainiyo ke sath
Is baat ka pata hai tumhe anjaam hai kya anjaam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Tum kon ho

Vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar
Vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar
Tum ye kahin na sochna kar lenge tumse pyar
Is pyar se zara ye koi badnaam hai kya
Tum kon ho batao tumhara naam hai kya
Naam hai kya
Ek ajnabi najar ka yaha kaam hai kya
Kaam hai kya
Tum kon ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *