Tum Kahan Le Chale Song Lyrics from the movie/album Poonam Ki Raat released in the year 2016 starring Manoj Kumar, Nandini. The song Tum Kahan Le Chale was sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Kishore Sahu. The music was given by Salil Chowdhury. The lyrics were Penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). The music rights for song purely belongs to Saregama

Tum Kahan Le Chale Lyrics

Tum Kaha Le Chale Ho Sajan Albele
Ye Kaun Sa Jaha Hai Batao To Batao To
Ye Safar Anjana Ye Pyar Ki Hai Rahe
Jara Sang Mere Tum Aao To
Tum Aao To
Tum Kaha Le Chale Ho

Tumne Aankho Se Kya Jadu Dala
Man Mera Hua Matwala
Tumne Aankho Se Kya Jadu Dala
Man Mera Hua Matwala
Sawariya Hum Tum Dum Bhar
Kahi Ruk Jaye To
Ye Safar Anjana Ye Pyar Ki Hai Rahe
Jara Sang Mere Tum Aao To
Tum Aao To
Tum Kaha Le Chale Ho Sajan Albele
Ye Kaun Sa Jaha Hai Batao To Batao To
Tum Kaha Le Chale Ho

Abhi Jhumengi Dekhna Fizaye
Gungunane Lagengi Hawayein
Abhi Jhumengi Dekhna Fizaye
Gungunane Lagengi Hawayein
Jara Tum Pyar Ka Tarana
Mere Sang Gao To
Tum Kaha Le Chale Ho Sajan Albele
Ye Kaun Sa Jaha Hai Batao To Batao To
Ye Safar Anjana Ye Pyar Ki Hai Rahe
Jara Sang Mere Tum Aao To
Tum Aao To
Tum Kaha Le Chale Ho

Chhup Jayegi Sham Suhani
Ban Jayegi Ek Kahani
Chhup Jayegi Sham Suhani
Ban Jayegi Ek Kahani
Simat Kar Meri Dono Baho Me
Tum Sharmao To
Tum Kaha Le Chale Ho Sajan Albele
Ye Kaun Sa Jaha Hai Batao To Batao To
Tum Kaha Le Chale Ho
Ye Safar Anjana Ye Pyar Ki Hai Rahe
Jara Sang Mere Tum Aao To
Tum Aao To
Tum Kaha Le Chale Ho.

Share your thoughts

Mukesh, Mukesh songs, Lata mangeshkar songs, Mukesh & lata duet- poonam ki raat - manoj kumar, Salil chowdhury hindi songs, Lata mangeshkar, Tum kahan le chale ho sajan - mighty mukesh & lata, Best of lata mangeshkar, Lata mangeshkar and madan mohan song, Lata mangeshkar song, Lata mangeshkar hits, Mukesh hit songs, Best of zabeen jalil and sudesh kumar, Chandan sa badan chanchal chitwan lyrics hindi, Best of mukesh, Lata mangeshkar ke gane