Tum Kahan Ho Tum Kahan Song Lyrics from the movie/album Madhur Milan released in the year 2015 starring Nigar Sultana, Mahipal. The song Tum Kahan Ho Tum Kahan was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by K. G. Punjwani. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). The music rights for song purely belongs to Saregama

Tum Kahan Ho Tum Kahan Lyrics

Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Kho Gaye Hai Aarzu Ke Kaarwa
Kho Gayi Hai Manzil Hamari Benisa
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Chhod Kar Tum Chal
Diye Majdhar Mein
Lut Gaye Ham Pyar Mein
Reh Gayi Dil Hi Mein Dil Ki Daastan
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho

Zapt Karne Par Bhi
Aansu Aa Gaye
Pyar Ko Behka Gaye
Zapt Karne Par Bhi
Aansu Aa Gaye
Pyar Ko Behka Gaye
Dard Ko Samjhe
The Ham To Bezuba
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho
Dil Kisi Surat Bahalta Hi Nahi
Dam Nikalta Bhi Nahi
Ban Gaye Dushman
Zameen Aur Aasmaan
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho Tum Kahan Ho
Tum Kahan Ho.

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Dama dam mast qalandar |, Mukesh and lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hit songs, Prem ratan dhan payo full songs, Milan abhi aadha adhura hai, Sonam kapoor prem ratan dhan payo, Lata mangeshkar songs, Best of lata mangeshkar, Prem ratan dhan payo songs, Hits of madan mohan songs, Prem ratan dhan payo, Madan mohan songs, Best of madan mohan, Prem ratan dhan payo jukebox, Kal jisne janam yahan paaya vivah song, Mangeshkar