Tum Hriday Ke Devta Ho Lyrics | Meherbaan | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Dilip Sen Sameer Sen

Tum Hriday Ke Devta Ho Lyrics | Meherbaan | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Dilip Sen Sameer Sen

Tum hariday ke devta ho
Mai teri aaradhna
Bhakti tum ho bhav mai hu
Mai bhajan tum kalpana
Tum hariday ke devta ho
Mai teri aaradhna
Bhakti tum ho bhav mai hu
Mai bhajan tum kalpana
Tum hariday ke devta ho

Tum priye yadi pushp ho to
Mai teri pushpanjali
Tum priye yadi pushp ho to
Mai teri pushpanjali
Tum priya yadi geet ho to
Mai teri geetanjali
Tum sajni sandhya sinduri
Mai hu sandhya vadana
Bhakti tum ho bhav mai hu
Mai bhajan tum kalpana
Tum haridya ke devta ho

Raag mai tum ragini ho
Chand mai tum chandani
Rag mai tum ragini ho
Chand mai tum chandani
Swapan ko sakar kar de
Ye madhur madhu yamini
Tum prnay ka granth ho to
Mai prnay ki kamna
Bhakti tum ho bhav mai hu
Mai bhajan tum kalpana
Tum hariday ke devta ho
Mai teri aaradhna
Bhakti tum ho bhav mai hu
Mai bhajan tum kalpana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *