Tum Ho Kamal Tum Bemisal
Tum Lajawab Ho Aisha
Aisi Haseen Ho Jis Ko Choo Lo Usko Haseen Kar Do
Tum Sochti Ho Duniya Me Koi Bhi Kyu Kharab Ho Aisha
Tum Chahati Ho Tum Koi Rang Har Zindagi Me Bhar Do
Bhar Do
Nikli Ho Likhne Kismat Kisi Ki Apni Hi Dhun Me Tum Aisha
Ye Shauk Kya Hai Ye Zid Hai Kaisi Itna Bata Do Humko
Suljhane Me Tum Aur Bhi Uljane Hoti Ho Jo Ghum Aisha
Apni Bhi Koi Uljan Ko Door Kar Ke Dikha Do Humko
Suno Aisha
Itna To Tum Bhi Samjho
Aisha
Tum Chahe Jitna Chaho
Aisha
Tum Jitni Koshish Karo Lo
Aisha
Tum Sa Na Hoga Koi
Bato Me Ho Aa Jati Ho Jaati Ho Jazbati
Soche Samjhe Bin Ke Mohabbat Ki Hai Raah Kya
Pal Me Ho Ke Deewani Karti Ho Tum Mannmani
Tum Kahe Duniya Vuniya Ki Koi Parwah Kya
Aisha Jise Kehte Hai Ek Hai Wo Lakho Me
Dil Me Jake Rukti Hai Wo Aati Hai Jo Aankho Me
Magar Aisha
Itna To Tum Bhi Samjho
Aisha
Tum Chahe Jitna Chaho
Aisha
Tum Jitni Koshish Karo Lo
Aisha
Tum Sa Na Hoga Koi
Suno Aisha
Itna To Tum Bhi Samjho
Aisha Tum Chahe Jitna Chaho
Aisha Tum Jitni Koshish Karo Lo
Aisha Tum Sa Na Hoga Koi
Suno Aisha
Itna To Tum Bhi Samjho
Aisha Tum Chahe Jitna Chaho
Aisha Tum Jitni Koshish Karo Lo
Aisha Tum Sa Na Hoga Koi
Tum Ho Kamaal, Tum Bemisaal, Suno Aisha Song Lyrics from the movie/album Aisha released in the year 2018 starring Abhay Deol, Sonam Kapoor. The song Tum Ho Kamaal, Tum Bemisaal, Suno Aisha was sung by Amit Trivedi. This movie/album was directed by Rajshree Ojha. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Javed Akhtar
Share your thoughts