Tum Hare Mai Jeeti Lyrics | Char Ankhein | Pratap, Leela Chitnis | Anil Biswas

Tum Hare Mai Jeeti Lyrics | Char Ankhein | Pratap, Leela Chitnis | Anil Biswas

Tum haare main jeeti
Sajan tum haare main jeeti
Ye prem ki pahali baaji hain
Ye prem ki pahali baaji hain
Tum haare main jeeti
Sajan tum haare main jeeti
Tum haare main jeeti
Sajan tum haare main jeeti

Main yahaa chhipi tu wahaa
Main yahaa chhipi tu
Ham khoj khoj kar haar gaye
Par khoj na paaye kaha chhipi
Ham khoj khoj kar haar gaye
Par khoj na paaye kaha chhipi
Main chhipi jahaa phulo ki mahak
Madmast pavan ke sur
Sajan tum haare
Tum haare main jeeti
Sajan tum haare main jeeti

Chhipti hain kahaa rut ki khushbu
Chhipti hain kahaa rut ki khushbu
Aai bahaar aai bahaar
Sab jaan gaye
Aai bahaar
Sab jaan gaye
Jab koyal bole kuhu kuhu
Kuhu kuhu
Phulo ki saheli aa
Phulo ki saheli aa
Tujh bin man ki bagiyaa suni
Sakhi re man ki bagiyaa suni
Sajan tum haare
Tum haare main jeeti
Sajan tum haare main jeeti

Main man ki prem paheli hu
Main man ki prem paheli hu
Main abhi abhi fir kabhi nahi
Main abhi abhi fir kabhi nahi
Main swapan pari albeli hu
Main swapan pari albeli hu
Lo maine tumko dhundh liya
Lo maine tumko
Lo maine tumko dhundh liya
Bolo kaisi beeti
Sakhi re bolo kaisi beeti
Sajan tum haare
Tum haare main jeeti
Sajan tum haare haare haare haare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *