Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Sanam Sanam
Tum Dil Me Bas Gaye Hosanam Sanam Sanam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam O Dilruba Jane Jana
Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Sanam Sanam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam Mai Khati Hu Tumhari Kasam
Parwat Me Jaise Jharne Ka Pani
Badal Me Jaise Bijli Ki Rawani
Tan Man Me Tum Aise Base Ho
Sanso Me Jaise Jindgani
Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Sanam Sanam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam O Dilruba Jane Jana
Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Sanam Sanam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam
Chand Bhule Na Jaise Chamakna
Phul Bhule Na Jaise Mahakna
Mai Tumko Na Bhulu Ek Pal
Dil Bhule Na Jaise Dhadakna
Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Sanam Sanam
Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Sanam Sanam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam O Dilruba Jane Jana
Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Sanam Sanam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam
Mai Khati Hu Tumhari Kasam
Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam Song Lyrics from the movie/album Veergati released in the year 2018 starring Salman Khan, Divya Dutta. The song Tum Dil Me Bas Gaye Ho Sanam was sung by Sadhana Sargam, Mangal Singh. This movie/album was directed by K K Singh. The music was given by Aadesh Shrivastava. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts